Aaj Bhi
Aaj bhi, sath unke baate karna yaad hai,
Tanha raato se na derna yad hai.
Saath unke lamho ka vo thumna yaad hai,
Intajar me unke pal-pal jalna yaad hai.
Pahali pahali bar unse vo milna yaad hai,
Nazre jhukate hue,unka alvida kerna yad hai.
Baat karte hue,unka ruk jana,
Aur saath me mere chalna yad hai.
Unki muskurahute, hashi unki,
Nazro se bathe karna unka yad hai.
No comments:
Post a Comment