 |
| Tanha.............. Abhi |
Kashmakash bhi jeene ka,
ek hasi andaaz hai.
har ek kadam par,
ye hamare saath hai.
tanha bemanjil raasto pe bhi,
paas iske kuch alfaaz hain.
Jo na hoti Kashmakash to,
Kya hoti ye Jindgani.
Do panno me simat kar,
Khatm ho jati yeh kahani.
No comments:
Post a Comment