Thursday, 10 July 2014

Shayar

The kuch panne haath mein ,
Ek kalam ke saaath mein .
Likh daale kuch jasbat apne,
Ek chaadni raat mein.

Bas itni hi thi, ek sjayar ki kahani.
Maano to moti, na mano toh paani.


No comments:

Post a Comment